Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2025

pyaar nibhana atta hai?

Mujhe maaf karna par ab ye isqh mujhse doobara na ho payega... Par saalon baad ye ehsaas mujhe zinda rakhi hai ! Kamal hai ye unn farishton ka jo har baar galat sandeshe par pahuch jati hai... Kya hai tumhari nigahon mein jo tumhe mujhse kareeb lati hai? Agar nahi hai pyaar toh woh baar baar mere pass hi kyun atta hai? Lakeerein keech rakhi hai hamare beech par iss baar isse mitana koi nahi chahta.. Tumhe samjhna zaroor mujhe nahi ataa  Par phir bhi kyun tu mujhe sab batana chahta hai? Galtiyon se seekha hai maine, mujhe hadd se zayda pyaar nibhana atta hai ...par kya tu bhi kuch aisa hi karna chahta hai? kya mujhe bhi tu bhata hai?

ittefaq ya gulami?

Tumhara na hokar bhi hona iteefaq hai kya? kya tumhe bhi mujhse pyaar hai kya? kya tumhare pashtaave, tumse aur galtiyan krwa rahe! kya abb ham hamesa ke liye dur ja rhe ? hoga tumhare pass sara jahan par kuch sapne maine bhi dekhe thee apne . Jo hamesa raha aur rahega uski qadar nhi par jo chor jayega wo hai tumhara sara jahan!! Yakeen krna mushkil hai par mujhe abhi bhi tumse pyaar hai... par meri baaton ka ab tumpe na koi bhar hai  Juda thee tum kal, juda ho tum aaj bhi... kosishein ki hazar par isqh ek tarfa hai aaj bhi, isqh ek tarfa hai aaj bhi... ye ishq gulami nahi isliye tumhe kaid nahi karna chahti, ab main jatana nahi chahti,  tumhe aur satana nahi chahti! jo main samjhana chahti hu wo tum kabhi samjh nahi sakte isliye main ab samjhana nahi chahti... tumhari chuppi mere saare sawalon ka jawab bann jati hai, mera hona ya na hona tumhare liye ek baat bann jati hai... bss ek akhri darquast hai tumse bhi ab tum mujhse bhi koi tamanna mat rakhna  ab tum mujhse koi v...